RSS ne li chutki
chunawi bigool chhed diya he aur ussi ke saath hi yeh bhi bataya ja raha hai ke RSS ne BJP ko salah di he aur sath hi saath 74 ummidwar ka list jaari karte huwe salah suchan diya he ke next month vidhansabha ke chunaw me in 74 ummidwar ko na utarne ki salah dete huwe bataya yeh ja raha he ek agar unhe
image source
chunao me utara gaya to BJP ko nukhsan ho sakta he filhal BJP bilkul khamosh he iss silsiley me ke woh abhi kuch nahi kehna chahti he na hi woh uss list ko sarwjanik nahi karna chahti he ho sakta he vipaksh ko koi mauka mill jaye isliye woh khamoshi yeh apni samasya ko andar hi andar suljhana
image source
chahti he ab dekhna yeh hai ke agey kya hota he RSS ka BJP ko suchna dena aur uss par badao banana ke 74 ummidwar ko election me na utare zarur BJP isse gambheer hogi aur saath hi saath ab yeh dekhna he BJP agey kya qadam uthayegi
Leave RSS ne li chutki to:
Read more #news posts
Best Posts From rockstar
We have not curated any of grox's posts yet. But you can encourage our curation team to review posts by visiting them regularly and by referring other readers. Because we give priority to frequently read content.
More Posts From rockstar
- RSS ne li chutki
- MJ akbar ki musibat badhnewali he
- delhi airport par ek crew member injoured
- साजिद खान की मुश्किलें बड़ी
- क्या किंग जॉन अमेरिका के डोनाल्ड ट्रंप से मिलना पसंद करेंगे
- कार एक्सीडेंट में मारे गए 20 लोग
- बंद कमरे से मिला महिला का शव
- जम्मू कश्मीर में फिर से सीजफायर का उल्लंघन करते हुए पाकिस्तान
- प्रधानमंत्री जी आखिर क्यों है खामोश
- सुप्रीम कोर्ट का फैसला अब समलैंगिकता अपराध नहीं